Utha kay haath Khuda say bas maangi yahi dua
naseeb hon khushiyaan tumhain tum khush raho sada
tumhain rahat milay , tumhain chahat milay
tumhain saray jahan ki muhabbat milay
jahan main sab say hon achay tumharay naseeb
koi dukh kabhi bhi na aaye qareeb
tumharay dil ki har aarzoo poori Khuda karay
tumharay chahnay walon ko kabhi na juda karay
mil jayen tum ko meray bhi naseeb ki khushiyan
Dua hay bas tumhain kabhi gham na milay yahan
-
Search It!
-
Recent Entries
- Intro
- Magar Mujhay apni Kismat ka Sittara na Mila
- Jo tu samjhe to moti hai, Tu na samjhe to paani hai
- tumhain kabhi gham na milay yahan !!!
- khushk ankhoun main bhi selaab hotay hain
- Kahi Pass Aane Se Duryan Na Budh Jaye
- Tumhre Baghir Zindagi Ka Koi Tassavur Nahi Hai
- na yun dil jalon si baat kiya karo!
- Mera Janaza Teri Baarat Se Aacha Hoga
- khula rakho tum dar apna, hum atay hain abhi!!!
- dil kay har sawal main rahta hai woh!!!
-
Links